Posts

Showing posts with the label Road

Safar Suhana

Image
सैर कर दुनिया की ग़ाफ़िल ज़िंदगानी फिर कहाँ ज़िंदगी गर कुछ रही तो ये जवानी फिर कहाँ Safar or Travel  Hum Baat Shuru karta hu Mashoor shayar ki likhi kuch SHAYARI ka sath, ( Comment karka puchya shayar ka naam ). Zindagi ka safar ho ya City ka safar maza to apno ka sath ata hai, aaj hum baat karta hai Safar ka bare me Hindi ki asan bhasa me kaha to Ghumna. Ghumna bhi Utna jaroori hai jitna Khana, warna Kuwa ka menthak banka reh jaoga. Zindagi chand Lamhat ka liya mili hai Adha zindagi bachpan aur budhapa me kat jati hai Zawani ka kuch pal milta hai safar ka liya. Haseen wadiya Dilhash darakth, thandi hawaya aur Mausam, Yeh sab Dil ko Lubhaya. Uth tu safar kar Zindagi hai char din ki maza kar.